logo
  • Home
  • Online Quran
  • Online Quiz
  • Videos
  • About Us

    Juzz Amma - Urdu Quiz 1 (Quran ka ta'aroof)


      Start Test

      1. Hadees ke mutaabiq behtareen shakhs woh hai jo Quran:

      A. khud seekhe
      B. doosron ko sikhaaye
      C. khud seekhe aur doosron ko sikhaaye
      D. in mein se koi nahi

      2. Ilm (e Deen) haasil karna har Musalmaan ke liye:

      A. mubaah hai
      B. mustahabb hai
      C. waajib hai
      D. Zaroori nahi hai.

      3. Quran ko Allah ne kis liye aasaan banaya hai?

      A. Fatwa dene ke liye
      B. Naseehat paane ke liye
      C. Fatwa dene aur naseehat paane ke liye
      D. Shariat nafis karne ke liye

      4. Quran lagbhag kitne saalon mein naazil hua? 

      A. 13
      B. 15
      C. 23
      D. 40

      5. Hijrat ke baad naazil hone waali surah ko kya kehte hain? 

      A. Makki Surah
      B. Madani Surah
      C. Hejazi Surah
      D. In mein se koi nahi

      6. Mus’haf mein suraton ki tarteeb kis ke waqt mein mukammal hui? *

      A. Rasoolullah ﷺ
      B. Abu Bakr رضي الله عنه
      C. Omar رضي الله عنه
      D. Usman رضي الله عنه

      7. Qur'an ko mus'haf ki shakal mein kin ke daur-e-khilafat mein jama kiya gaya? *

      A. Abu Bakr رضي الله عنه
      B. Omar رضي الله عنه
      C Usman رضي الله عنه
      D. Ali رضي الله عنه

      8. Quran ke baare mein kaun si baat sahi hai? *

      A. Quran ke naazil hone ki tarteeb mus'haf ki tarteeb se alag hai.
      B. Quran ka markazi mazmoon insaan ki raahnumaai hai
      C. Quran ki Makki daur ki suraton ka markazi mazmoon imaaniyaat hai
      D. Teeno baatein sahi hain.

      9. Quran ke baare mein kaun si baat sahi 'NAHI' hai? *

      A. Iss mein sirf Musalmanon ke liye hidayat hai
      B. Iss ka nuzool Lauh e Mahfuz se Bayt al Izzah tak Ramzan mein hua.
      C. Iss ki hifazat ki zimmedaari khud Allah ne lee hai.
      D. Jo shakhs Quran ko atak-atak kar mushaqqat se padhe us ke liye dohra ajr hai.

      10. Hisaab ke din, Rasoolullah ﷺ Allah se apni ummat ki shikaayat kis cheez ko chhod dene ki wajah se karenge? *

      A. Qurbaani
      B. Quran
      C. Namaz
      D. Roza



  • First
  • Quiz 1 |
  • Quiz 2 |
  • Quiz 3 |
  • Quiz 4 |
  • Quiz 5 |
  • Quiz 6 |
  • Quiz 7 |
  • Quiz 8 |
  • Quiz 9 |
  • Quiz 10 |
  • Quiz 11 |
  • Quiz 12 |
  • Quiz 13 |
  • Quiz 14 |
  • Quiz 15 |
  • Quiz 16 |
  • Quiz 17 |
  • Quiz 18 |
  • Quiz 19 |
  • Quiz 20 |
  • Last

Other Quiz

  • ALLAH the Lord of the... Level 1 Level 2 Level 3 Level 4
  • Al Quran (MCQ) Level 1 Level 2 Level 3 Level 4 Level 5 Level 6
  • Masjid al Haram (MCQ) Level 1
  • The Prophets of Allah Level 1 Level 2 Level 3 Level 4
  • Prophet Muhammad (pbuh) Level 1 Level 2 Level 3 Level 4 Level 5
  • What is Hadith?(MCQ) Level 1
  • Al Masjid an Nabawi(MCQ) Level 1
  • Islam (MCQ Test) Level 1
  • Five Pillars of Islam(MCQ) Level 1 Level 2 Level 3
  • Six Pillars of Faith (MCQ) Level 1
  • Quiz Home Home

© 2019 #Islam. All Rights Reserved.
Contact:isubmittoallah@gmail.com

google+ contact facebook twitter YouTube Instagram Blog Pin Tumblr